Dekh phir khasaara ho gaya Ye dil hamaara kho gaya Main phirse jaagta raha Mera zamaana so gaya Gam gawaara ho gaya dil-e-pasaara ho gaya Banaaya pyaar se makaan sab kabaada ho gaya Aap bhi kamaal karti hain Ye kaisa haal karti hain Ye dil mein ghar banati hain Usse nilaam karti hain Tu haina sunne ko ye baatein To main gunguna hi doon Main to shaukiya likhun Tu hi kamaal padhti hai Aankh bandh karke meri din ko raat kehti hain Pata hai sach par maan loon jo jhoot aap kehti hain Pyaar ki gawaahi to jaana hum dono dete hain Main bas izhaar kehta hoon aur tu mazaak kehti hai Dil diya udhaar mein wasool na saka Betha maangne tujhe to taara toot na saka Pyaasa rehke jis kiyaari ko main deta rehta paani Uss kiyaari mein mere liye koi phool na bachaa Dekh phir khasaara ho gaya Ye dil hamaara kho gaya Main phirse jaagta raha Mera zamaana so gaya Gam gawaara ho gaya dil-e-pasaara ho gaya Banaaya pyaar se makaan sab kabaada ho gaya Cant we give this another try? Ill fix this! I wont repeat these mistakes again, I promise Jab tune na suna kaha phir kagazon se na Ki main iss dafa sambhal sakunga aasaron se na Tum ye kitna bhi nakaaro par ye tum bhi jaanti ho Hummein dooriyan thi jana khaali faasalo ki na Mera dil zameer mujhko bas pukaarta raha Aur main besharam sa tujhko tujhse maangta raha Tu mere hote gair haath thaamta raha Main tapti raat mein bhi betha betha kaampta raha Bagal mein bethi ho tu phir bhi dur hi lagti hai Bataana kaun si woh cheez hai jo tu poori krti hai Mujhko dhoka deke jaana tu chupaana bhi na chahti Jaana bewafaayi tak to tu adhoori karti hai Dekh phir khasaara ho gaya Ye dil hamaara kho gaya Main phirse jaagta raha Mera zamaana so gaya Gam gawaara ho gaya dil-e-pasaara ho gaya Banaaya pyaar se makaan sab kabaada ho gaya
6 Goli Da Pakka is a Punjabi album song by Gurjeet Dhaliwal from the album Alto. Released in 2016. Find song credits, album details, duration and available audio quality on Mr-Punjab.
Related searches: 6 Goli Da Pakka Mp3 Song, 6 Goli Da Pakka Gurjeet Dhaliwal, 6 Goli Da Pakka Mp3 Song Download, Alto Album Songs