Gardishon Ke Hein Maray Hoay Na, Dushmanon K Sataye Hoay Hein Jitnay Bhi Zakhm Hein Meray Dil Per, Doston K Lagaye Hoay Hein Ishq Ko Roag Maar Datay Hein, Aqal Ko Soag Maar Detay Hein Aadmi Khud Ba Khud Nahi Marta, Dosray Loag Maar Daitay Hein Loag Kaanton Say Bach K Chaltay Hein, Hum Nai Phoolon Say Zakhm Khaye Hein Tum Ko Ghairon Ki Baat Kartay Ho, Hum Nai Apnay Bhi Aazmaye Hein Kasa-E-Deed Lay K Dunya Mein, Mein Nai Deedar Ki Gadaye Ki Meray Jitnay Bhi Yaar Thay Sub Nai Hasb-E-Taufeeq Bewafai Ki Jab Say Dekha Tera Qudd-O-Qamat Tumhein Dekha To Zahid Nai Kaha Eeman Ki Ya Hai K Ub Insaan Ko Sajda Rawa Honay Ka Waqt Aaya Ay Mast-E-Naaz Daikhnay Walo K Dil To Daikh Pamal Ho Gaay Teri Raftaar Daikh Ker Giraya Giraya Haat Say Sheesha Surahi Tour Di Mein Nai Sharab Seekh Pay Dali Kabab Sheeshay Mein In Aankhon Say Qayamat Ki Nishani Kaun Daikhay Ga Buth-E-Kafir Teri Uthti Jawani Kaun Daikhay Ga Jab Say Dekha Tera Qudd-O-Qamat, Dil Pay Tooti Howi Hai Qayamat Her Bala Say Rahay Tu Salamat, Din Jawani Kay Aaye Hoay Hein Qareeb Aur Bhi Aao K Shauq-E-Deed Mitay Sharab Aur Pilao K Kuch Nasha Utray Apne Dil-E-Sadchak Ko See Sakta Hoon, Mehoom-E-Karam Ho K Bhi Ji Sakta Hoon Mauqof Nahi Jaam Pay Rindii Meri, Saki Tere Ghussay Ko Bhi Pi Sakta Hoon Aur Day Mujh Ko Day Aur Saqi, Hosh Rehta Hai Thora Sa Baqii Aaj Talkhi Bhi Hai Intiha Ki, Aaj Wo Bhi Paraay Hoay Hein Kal Thay Abad Pehlo Mein Mairay Kal Thay Abad Pehlo Mein Mairay, Ub Hai Ghairoon Mein Dhere Meri Mehfil Mein Kar K Andhere, Apni Mehfil Sajaay Hoay Hein Apnay Haathon Say Khanjar Chala Ker, Kitna Masoom Chehra Bana Ker Apnay Kaandhon Pay Ub Mairay Qatil, Meri Mayyat Uthaay Hoay Hein Mehwashon Ko Wafa Say Kia Matlab, In Butoon Ko Khuda Say Kia Matlab In Ki Masoom Nazroon Nay Nasir, Loag Pagal Banaay Hoay Hein Gardishon K Hein Maray Hoay Na, Dushmano K Sataye Hoay Hein...
Gardashon Ke Hain Mare Huyiyie is a Punjabi album song by Nusrat Fateh Ali Khan from the album Qawwali Night. Released in 1993. Find song credits, album details, duration and available audio quality on Mr-Punjab.
Related searches: Gardashon Ke Hain Mare Huyiyie Mp3 Song, Gardashon Ke Hain Mare Huyiyie Nusrat Fateh Ali Khan, Gardashon Ke Hain Mare Huyiyie Mp3 Song Download, Qawwali Night Album Songs
View Qawwali Night Full Album • Nusrat Fateh Ali Khan Top 20 Songs