Jaley Abhi do paper Do yar sath do gaye khokay per Zoned out ash giri hui sofay per jo bhi hoga wo to dekh lenge moukay per Nahi hai baat cheet baat agar dhokay per Tere golian parengi seedha sauday per raaj karien jesay bethey barhey auhdey per To main urh jata Agar mere hotey par Nahi kro baatien Nahi kro chu chain Nahi kro bad bad Maslay puraney Hojae gi gad badg Tumhe houe do din Scene main lag bhag Baat sun! Mara mari shehar bana no go Bhagien jesay daku rastay main popo Diggi aslay aur jaibon main ho coco Urdu rap seeney pe chapa jesay logo Mujhsey maslay hai jo jo Inkey ganey sarey lagtey hain so so Dhondo sheharo main apno ko gairon Raatien horai lambi koi akar mujhe roko Mere matlab ki batien mujhse kartey Kya hai matlab to janey nahi hain Main aur T Y for life G-side App beti likhtey afsaney nahi hain Chorus: Hum totey hain aksar Per bikhrey kabhi nahi Tum suntey bhi ho kya Yeh fikrey? Kabhi nahi Ham dekhey dunya Dekhey zamaney Boli zabaney Per tum rakhtey hai ham jesay Jigray ? Kabhi nahi kabhi nahi Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi Dil yeh haar maney? Kabhi nahi tujhe yaar maney? Kabhi nahi mere pass kisi cheez ki kami nahi Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi Tabhi baat teri jami nahi! Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi Verse Talhah Yunus: Jhankain ankhon mai jaan lete maqsad, Kabhi apne bhi samjhen na aksar, Kitne saanp maray khud hi mujhe dass kar, Aaj bhi hai hood wuhi aaj bhi woh lashkar, Jaane dengay baaton ko hass kar, Chodo na baaten dekh lo na phuss kar, Mere peeche fauji khari aur ye bane officer, Tum karo nokri, maine khola daftar, Idhar rap jese payroll par, Karen back sab hi jese aya jail ho kar, Ab is art kamane aye 6 brokers, Maine chalna sikhaya jinhe pairon par, Bana khel bolu khelo sab, Aa ke mujh ko sikhaen wuhi 6 log ab, Jo mujhse hi chupte hain fail hokar, Shayad lafz bechay maine apne thelon par, Likhta hu sach bina filter, kitno ko preach karu kitna ka mentor, Khoon mai hi kalakaari built in ye tempo, Kitnon ko dheel dee hai, kitnon ko bamboo, Langoor ko chakhae maine angoor, Koi kahay gangster koi kahay jungju, Kaheen karen dribbling kaheen karen one two, Paisa aur waqt beta kardeta gendu Mausami atay jaatay, Chaatain aa ke, humne tou faaqay kaaatay ghum chupate, khushiyan baanten, Khuli dil ki khirkian log tabhi jhaanke aa ke, Nawaza hai kitna khuda ne, Baharon ko bheja hai dil ko behlane, In Kandhon ne kitne janazay uthane, Kia khud ab marnay k dhunden bahane Chorus: Hum totey hain aksar Per bikhrey kabhi nahi Tum suntey bhi ho kya Yeh fikrey? Kabhi nahi Ham dekhey dunya Dekhey zamaney Boli zabaney Per tum rakhtey hai ham jesay Jigray ? Kabhi nahi kabhi nahi Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi Dil yeh haar maney? Kabhi nahi tujhe yaar maney? Kabhi nahi mere pass kisi cheez ki kami nahi Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi Tabhi baat teri jami nahi! Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi
KABHI NAHI is a Punjabi album song by JJ47 from the album ALL I EVER. Released in 2026. Find song credits, album details, duration and available audio quality on Mr-Punjab.
Related searches: KABHI NAHI Mp3 Song, KABHI NAHI JJ47, KABHI NAHI Mp3 Song Download, ALL I EVER Album Songs