Hogi baat waat nahi koi sath waat nahi Zara door hi reh larkay mila Hath waat nahi Mujhse naam mera puch meri Zaat waat nahi Sath chale they buht per ab Yaad waad nahi Dari kati nahi hain Maine Baal barey k barey Pyasey khoon k they shayad peegaye garhey k garhey Wehshat tari rehti logo main yeh darey k darey Kitney geet zaya studio main paray k paray Mujhse bhid mat Gir mat Hath pao khidmat kar hi nahi paye jo wo kabhi bhi tu likh mat Ghar chal k khud kabhi ati nahi hai Qismat Ashtray main pari pari zaya horahi cigarettes Yeh junoon jo sawar Sir phirey log seedha sir pe hi waar Sarkaar baney hum to ab koi nahi sarokaar Sir pair ho alag agey tu hai samjhdaar Chorus Pura gang marien driftian Mere boys ki yeh siftain Cash roll kr raha hai Koi chal nahi rahi kistain Pura gang marien driftian Mere boys ki yeh siftain Abhi Back to hain business Laundey kr bethey shiftain Yeh Verse 2 Meri potli main khuab le kr chalra janab Maine Asla bhi dekhey aur dekhey uskey aadab Larkay Ghar to chalatey andar tootey hue saab Dil hath şey na nikal jae iski roko sharab Life bani movie Imtehan barey Dekh kr qadam lete rakhney dehaan barey Toot k bikhrney k hotey imkaan barey Haq ki hi baat ki haq pe jawaan kharey kaam purey Jaam purey Chahiye hotey daam purey Sath chalien dus log List main hain naam purey Krtey nahi hai baat mu pe Baney yeh ghulaam purey Jaha kharey waha barhey Miley ehtraam purey Hum lagatey nahi hain tardian Ab Mere ass pass parian Mera waqt agaya hai jigar Main ab dekhun nahi gharian
PAID TIME OFF is a Punjabi album song by JJ47 from the album ALL I EVER. Released in 2026. Find song credits, album details, duration and available audio quality on Mr-Punjab.
Related searches: PAID TIME OFF Mp3 Song, PAID TIME OFF JJ47, PAID TIME OFF Mp3 Song Download, ALL I EVER Album Songs