Ve Sajjna, kaatun kaise ye ratiyan Ve Sajjna, beete na bitaaye ratiyan Main dhoondhun tere nishaan Tu churaaye akkhiyan Tere peechhe yun na hori bawari Jabse naina laage, na rahi kisi kaam ki Do naina thaare, thehre banjaare Ik naina mere, raah dekhan thaare Do pal di hi jind bachiyaan Ve Sajjna, kaatun kaise ye ratiyan Ve Sajjna, beete na bitaaye ratiyan Kaise main bataaun, bolo kaise Chup bhi rahun main Na dekha koi tere jaisa Bolo kaise na kuchh bhi kahun main Yaadaan teriyaan ch mar mukiyaan Ve Sajjna, kaatun kaise ye ratiyan